Showing posts with label Cool SMS Jokes. Show all posts
Showing posts with label Cool SMS Jokes. Show all posts

Saturday, February 11, 2012

"Teri Yaad Mein Baith Kar Kia Ajab Likh Raha Hoon"

Teri Yaad Mein Baith Kar Kia Ajab Likh Raha Hoon
Tery Hussan-o-Jamal Pe Ek Manzil Likh Raha Hoon
Ye Zulfain Jesy Sawan Ki Ghata Hain
Teri Zulfon Ko Main Chandani Raat Likh Raha Hoon
Chaand Se Chehry Par Sitaron Jesi Chamakti Aankhein
Tery Til Ko Hussan Ka Pehry Daar Likh Raha Hoon
Rukhsaar Hain Tery Jaisy Gulaab Bikhry Hain
Tery Honton Ko Kali Bahaar Likh Raha Hoon
Ye Muskurana Aur Muskura Kar Dekhna Tera
Kamaan Se Nikla Hua Teer Be-Awaz Likh Raha Hoon
Tu Bol Uthey To Har Lafz Se Khushboo Aye
Teri Har Baat Ko Sanad-e-Dildaar Likh Raha Hoon
Tery Hussan Ki Kia Tareef Karoon Main Bayan?
Tujhe Tohfa-e-Qudrat Ka La Jawab Likh Raha Hoon
Laakhon Hain Magar Humsa Nahi Zamany Mein Talabgaar
Tujhe Apna Bananey Ki Dua Khuda Se Bar Bar Likh Raha Hoon

Wednesday, February 1, 2012

If You Want To Remove Your

If You Want To Remove Your,
Wrinkles,
.
.
Pimples,
.
.
Acne,
.
.
Black Heads
.
and
.
The sign of BURNs from your skin.
.

.

.

.

Just Try.
.
.�ADOBE photoshop.�

Monday, January 23, 2012

Q K Aj Meri Bike kharab Hai Begairto

Ye Kya Ho Raha Hai,
Kya Hum Ne Azadi Is Liay HasiL Ki Thi k Sab Boys Aj K Din Awara Gardi Krain.
Logon kO Hoot Krain,
GirLs kO Tang Krain,
Nahi Na..

To Chlo Shabash Saaray Ghar Betho,


Q K Aj Meri Bike kharab Hai Begairto.

Girl: Dua karo Main Fail Ho jaon

Girl: Dua karo Main Fail Ho jaon
.
.
.
.
.
Friend: Kyun?
Girl: Abbu Ne Kaha Hai K
1st aayi To LAPTOP..
2nd aayi To MOBILE
Aur
Fail Ho gayi To Shadi Karva Doon ga

Sunday, January 22, 2012

Apney DIL Ko

khara hoon aj bhi roti ke chaar harf liye



sawal ye hai kitaboon ne kia dia mujh ko..........!

Say No To Studies :->
 

©2009 URDU SMS MARKAZ | by TNB