Showing posts with label wasi Shah SMS. Show all posts
Showing posts with label wasi Shah SMS. Show all posts
Saturday, January 28, 2012
phool shakh se bichry to kahin ka nahi rehta
http://urdusmscenter.blogspot.com/phool shakh se bichry to kahin ka nahi rehta
Wasi
tum khud ko juda meri zaat se kuch soch k
kerna.....
Samandar main utarta hoon to ankhain bheeg jati hain
Samandar main utarta hoon to ankhain bheeg jati hain
Teri ankhon ko parhta hoon to ankhain bheeg jati hain
Tumhara naam lene ki ijazat chin gayee jab se
Koi bhi lafz likhta hoon to ankhain bheeg jati hain
yadon ki khushbu khirkion main raqs karti hain
In main sulagta hoon to ankhain bheeg jati hain
Hans kar jheel leta hoon judai ki sabhi rasmain gele
jab galay us ke lagat hoon to ankhain bheeg jati hain
Jane is qadar ho gaya hassa main kab se
Kisi se baat karta hoon to ankhain bheeg jati hain
Woh sab guzray hoye lamhat mujhye yaad atye hain
Tumharye khat ko parhta hoon to ankhain bheeg jati hain
Main sara din buhut masroof rehta hoon
magar joonhi Qadam chokat pe rakhta hoon to ankhain bheeg jati hain
Tere koochay se ab mera talluq wajbi sa hai
Mgar jab bhi guzarta hoon to ankhain bheeg jati hain
Hazaron mosamon ki hukmrani hai mere dil par
Main jab bhi hansta hoon to ankhain bheeg jati hain
Aisa toota hai tamannaaon ka pindaar ke bass.....
aisa toota hai tamannaaon ka pindaar ke bass.....
dil nay jheelay hain muhabbat main wo azaar ke bass.....
ik jhoonkay main zamaana meray haathoon say gaya....
is qadaq taiz huwee waqt ki raftaar ke basss.....
tu kbhi mujhay rakh ke daikh bazaar ke beech......
is tarah toot ke aain gay kharidaar ke basss.....
kal bhi saddiyoon ki musaafat say paay thay dunoon.....
darmiyaan aaj bhi perti hai wo deewar ke bass....
ye tu ik zid hai main shikaayat na karoon warna.....
shikway tu hain itnay meray yaar ke basss.....!!!
Wasi Shah-Jinhein Hum Azeez tou Hein Mgr Apni Masrofiat K Baad
"" PYAR ""Ka Dawa Krne Wale Kuch Aise Log Bhi Hein
Wasi…
Jinhein Hum Azeez tou Hein Mgr Apni Masrofiat K Baad….
Wasi Shah poetry-Sath Chalnay Ko To Chalay Thay Log Buhat
Sath Chalnay Ko To Chalay Thay Log Buhat Say
"WASI"
Lekin Meri Manzil Tak Ka Sathi Mera Saya Hi Raha...!!!
Wasi Shah:Kash key teri ankho ka pAni ban jaou mai
http://urdusmscenter.blogspot.com/Kash key teri ankho ka pani ban jaou mai
. . . 'WASI' . . . . .
Or tou kabhi nAh rouye mUjhy khou deny ky Dar say . . . '!!
Sunday, January 22, 2012
" Will u Hug me?"
1 Larki 20th Flour se Geer gai.,.
15th Flour par aik larky nay usay Catch kr liya or kaha
"Will u Hug me?"
Larki na Saaf Inkaar krty huway kaha"Of-course Not"
Larky nay usay neechy Geera dia
10th Manzil apr aik or Larkay Catch kerty huway kaha
"Will u Hug me?"
Larki nay dobara saaf Inkaar kr dia or kaha"Kabhi nahi"
Larkay nay phir geera dia
Larki Dua mang rhi k bus aik moka or mil jay..
5th Manzli par wo again aik Larky k hatho Catch hui.
larki nay Jaldi jaldi se bola:"ok ok I will Kiss u and Hug u"
Larkay nay ya kahty huway neechy geera dia k"Awara Larki na ho to tuj jaisi ko Mar hi jana chahiay"
or wo mar gai
15th Flour par aik larky nay usay Catch kr liya or kaha
"Will u Hug me?"
Larki na Saaf Inkaar krty huway kaha"Of-course Not"
Larky nay usay neechy Geera dia
10th Manzil apr aik or Larkay Catch kerty huway kaha
"Will u Hug me?"
Larki nay dobara saaf Inkaar kr dia or kaha"Kabhi nahi"
Larkay nay phir geera dia
Larki Dua mang rhi k bus aik moka or mil jay..
5th Manzli par wo again aik Larky k hatho Catch hui.
larki nay Jaldi jaldi se bola:"ok ok I will Kiss u and Hug u"
Larkay nay ya kahty huway neechy geera dia k"Awara Larki na ho to tuj jaisi ko Mar hi jana chahiay"
or wo mar gai
Posted by
Farrukh Nawaz
at
6:48 AM
|
Labels:
Urdu SMS,
Valentine Day SMS,
wasi Shah SMS,
Wife SMS,
Winter SMS,
Wise SMS Quotes,
Zardari SMS
|
0
comments
Subscribe to:
Posts (Atom)


http://urdusmscenter.blogspot.com/
http://urdusmscenter.blogspot.com/
http://urdusmscenter.blogspot.com/