Saturday, January 28, 2012

Aisa toota hai tamannaaon ka pindaar ke bass.....


aisa toota hai tamannaaon ka pindaar ke bass.....
dil nay jheelay hain muhabbat main wo azaar ke bass.....

ik jhoonkay main zamaana meray haathoon say gaya....
is qadaq taiz huwee waqt ki raftaar ke basss.....

tu kbhi mujhay rakh ke daikh bazaar ke beech......
is tarah toot ke aain gay kharidaar ke basss.....

kal bhi saddiyoon ki musaafat say paay thay dunoon.....
darmiyaan aaj bhi perti hai wo deewar ke bass....

ye tu ik zid hai main shikaayat na karoon warna.....
shikway tu hain itnay meray yaar ke basss.....!!!

0 comments:

Post a Comment

 

©2009 URDU SMS MARKAZ | by TNB